Secret Soldier – The Hidden Mission | Story TV Official Show ✨
Kya hota hai jab ek soldier apni asli pehchaan chhupakar mission par nikalta hai? 💥
Kabir, ek deshbhakt fauji, ek school principal Natasha se shaadi karta hai par gareeb ban kar. Apne mission ke liye vo sabse apna raaz chhupata hai. Natasha aur uski maa har baar usse insult karti hain – kabhi thappad, kabhi gaali. kabhi beizzati sabke saamne.
Iss zulm ko dekh kar Kiara Kabir ka saath deti hai. Dheere-dheere dono ke beech ek pyaar ka rishta banne lagta hai. ❤️
Lekin asli twist tab aata hai jab pata chalta hai ki Natasha ka ek extra-marital affair chal raha hai… aur usi aadmi ke saath jo Kabir ke mission ka asli villain hai. 🕵️♂️😭
🔥 Kya Kabir apna mission pura kar paayega?
🔥 Kya uska aur Kiara ka pyaar bachega?
🔥 Ya Natasha ka dhokha sab kuch barbaad kar dega?
Ek kahani jismein hai love + betrayal + suspense + high-voltage drama! 🎬
📺 Watch Now:
👉 Only on Jk Story
👉 Subscribe karo Story TV channel ko for non-stop twists & turns
🔔 Bell icon dabaao, taaki agla dhamaka miss na ho!
#KabirTheHiddenMission #StoryTV #SuspenseDrama #RomanticThriller #indiandrama